Haroon Rasheed 29 Jan 10
Haroon Rasheed 29 Jan 10

Related posts:
- Khud Farebi… by Haroon Rasheed
- Haroon Rasheed (khadhar aur Resham) Column
- Rauf Klasra Ab Kia Krey by Haroon Rasheed
- Ager Aaj Qaid-e-Azam Zinda Hotey by Haroon Rasheed
- Safeena Jab Key… by Haroon Rasheed
Filed Under: columns


























jee haan bhuto sahab firshta nein thay, un mein bohat saari khubiyun key saath saath khamiyan bee thein, bilkul esi tarah jes tarah qaide Azam mohammud Ali Jinah aik azeem leader thay, un mein bee bohat saari khubiyun key saath kuch khamiyan bee hoon gee, laiken aap jesay kesi be kalam nikar ko likhnay kee jurat nein ho sakti,agar aap qaid ke khalaf koi khami likhain gay tao phir aap ka woh hashar ho ga keh aap ko koi protect karany wala nein ho ga laiken Mr bhuto ka mamla kuch aur ha, un kee khamiyan biyaan karany par ap ko kafi wah wah karany walay dastyaab hoon gay, es tarah pakistani history key aik azeem leader key khalaf likh kar ya bol kar aap apna sahafti qad barhanay kee koshesh kartay rehtay hein, bohat saray mulkoon mein leadron ko un kee aik aik khubi yaa khami sey nein parkha jata, balkeh un kee majmuhi khidmaat kee base par status dia jata ha, bhuto sahab key karnamay, khamiyun kee nisbat etanay baray aur wazeh hein, un kee khamiyun ko nazar andaz kia ja sakta ha, aur meray kiyaal mein pakistan kee aik bari akasriyat un kee khamiyun ko bhula dia ha, chahi woh kesi bee bari siyaasi parti se talaq rakhtay hoon, shaid hee kuch aisay log hoon jo bhuto ko aaj bee tanqeed karana manasab samjtay hoon, agar hoon gay tao woh , woh log hoon gay, jinhun ney bhuto kee phansi mein koi kardar ada kia ho ga, bhuto se koi personal issue ho ga, yaa phir aap jesay chotay qad key sahafi jo pakistan key aik azeem leader key khalab apni zaban aur qalam khol kar tawajo hasal karana chatay hein aur apna chota sahafti qad bara karany kee koshesh kartay rehtay hein.
[Reply]